Showing posts with label Islamic Information. Show all posts
Showing posts with label Islamic Information. Show all posts

Sunday, December 4, 2016

Sadqa Ki Fazeelat

Sadaqah In Islam


sadqa ki fazeelat,sadqa ki fazilat,sadqa,sadqa ki fazilat in urdu,sadqa ki dua,sadqa ki ahmiyat,sadqa ki niyat,sadqa ki barkat,sadqa ki iqsam,sadqa dene ki fazilat,sadqe ki fazilat in urdu,sadqa ka tarika in urdu,sadqa kis ko dena chahiye,sadqa kya hai,sadqa k fawaid,sadqa ki hadees,sadqa khairat in islam urdu,sadqa kis ko diya jaye,sadqa dene ka tariqa,jan ka sadqa,sadqa k masail in urdu,sadaqah,sadqa ki fazeelat by moulana tariq jameel shb

Sadqa k Fawaid

Agar sadqa karne wala ye jaan le aur samajh le ki is ka sadqa fakeer ki haat main jane se pehle Allah ki raah mein jata hai to yakinan dene wale ko lazat lene wale se zayada ho ge.

Sadqa kya hai

Sadqa aamal saleha main afzal amal hai aur sab se afzal sadqa khana kehlana hai.
Sadqa qayamat ke din saaya hoga aur apne dene wale ko aag se nijat delay ga.
Sadqa gunahon ki maghfirat ka sabab banta hai.
Sadqa dene wala behtarin logo main se hai aur is ka sawab har is shakhs ko milta hai jo is main kese tor per bhi sharek ho.
Sadqa dene wale se kher ae kaseer aur baray ajar ka wada hai.
Sadqa karna sakhawat ki alamat hai.
Sadqa douao ki qabol hone aur mushkilo se nikalne ka zarya hai.
Sadqa bala aur museebat ko dur karta hai aur duniya main 70 darwaze buraai ke bnd karta hai.
Sadqa umer mein maal mein rizq main izafa ka sabab banta hai.

Friday, October 28, 2016

Dua Kab Qabool Hoti Hai

Dua Kis Waqt Qabool Hoti Hai


dua,qabool,dua qabool hone ki dua,dua qabool kaise hoti hai,dua kis waqt qabool hoti hai,dua qabool hoti hai,her dua kabool hoti hai,har dua qabool hone ka wazifa,100% har dua qabool ho gi,dua kis kis waqt qabool hoti hy in urdu | dua ki qaboliat k oqat,allah dua kab sunta hai,meri dua qabool kyun nahi hoti,dua qabool nahi hoti,dua kab qabool hoti hai,dua kab qubool hoti hai,dua qabool hone ka amal,dua qabool na hone ki waja,dua jaldi qabool ho,dua jaldi qabool hone ki dua in urdu

Dua Ki Qabooliyat k Oqat


Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya,
In mouko per dua mango is waqt dua rad nahi hogi,

Jab dhoop mai barish ho rahi ho, Raat ko jab ankh khule is waqt, Jab azaan ho rahi ho, Farz namaz ke baad, Musibat ke waqt, Safar ki doran, Jumma ke din,

Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya,
Allah is ke chehre ko roshan kare jo hadees sun ke aage pohchaie,

Friday, October 14, 2016

Ghurbat Any Ki Wajohat

Ghurbat Ki Wajohat In Urdu


health tips in urdu,ghurbat,health in urdu,urdu lab,real health care in urdu,ghar mein ghurbat,ghar mein ghurbat aane ke asbab,ghurbat ki wajohat,urdu,ghurbat ki wajohat in urdu,mohtaji or ghurbat ki waja,poverty causes in urdu hindi,ghurbat ki waja,heart attack ki wajohat in urdu,my help in health,ameer hone ki dua,surah nasr ki fazilat in urdu,gurbat any ki wajohat,gurbat ki wajuhat,gurbat ki saath wajuhat,ghurbat or tangdasti,the urdu teacher

Ghar Mein Ghurbat Aane Ke Asbab


Gurbat Ki Chalees Wajuhat


01 = Ghusal khane me peshab karna
02 = Tooti hui kangi istemal karna
03 = Toota hua saman istemal karna
04 = Ghar ko saaf na rakhna
05 = Rishtay daro say bad sloki karna
06 = Bayein per say pajama pehna
07 = Maghrib aur isha ki time sona
08 = Mehman ane per naraz hona
09 = Aamdani se zyada kharch karna
10 = Dant se rote kaat ke kehna
11 = 40 Din se zyada zer e naaf ke baal rakhna
12 = Dant se nakhun kaat na
13 = Kahri kahri pajama pehna
14 = Aurato ka kahri kahri bal bandh na
15 = phate hue kapre pehna
16= subha suraj nikalne tak soona
17 = darakht ke niche peshab karna
18 = baitul khala mein baat karna
19 = ulta sona
20 = qabristan main hasna
21 = pine ka pani raat mein khula rakhna
22 = raat main sawali ko kuch na dena
23 = baray khayalat karna
24 = bagair wazu ke quran majeed parhna
25 = istinja karte waqt baat karna
26 = hath dho ye bagair kahna kahna
27 = apne aulad ko kosna
28 = darwaze par baithna
29 = lhasan pyas ki chilki jalana
30 = faqeer se rote ya koi aur cheez kharidna
31 = phoonk maar ke chirag ya mombati bujha na
32 = bismillah parhi bagair khana khana
33 = galat kasam kahna
34 = juta chappal ulta dekh kar usko sidha na karna
35 = halat e janabat main hajamat karna
36 = makri ka jala ghar mein rakhna
37 = raat ko jharo lagana
38 = andheri main kahna
39 = gharay mein muh laga kar pani peena
40 = quran majeed naGhurbat