Sadaqah In Islam
Sadqa k Fawaid
Agar sadqa karne wala ye jaan le aur samajh le ki is ka sadqa fakeer ki haat main jane se pehle Allah ki raah mein jata hai to yakinan dene wale ko lazat lene wale se zayada ho ge.Sadqa kya hai
Sadqa aamal saleha main afzal amal hai aur sab se afzal sadqa khana kehlana hai.Sadqa qayamat ke din saaya hoga aur apne dene wale ko aag se nijat delay ga.
Sadqa gunahon ki maghfirat ka sabab banta hai.
Sadqa dene wala behtarin logo main se hai aur is ka sawab har is shakhs ko milta hai jo is main kese tor per bhi sharek ho.
Sadqa dene wale se kher ae kaseer aur baray ajar ka wada hai.
Sadqa karna sakhawat ki alamat hai.
Sadqa douao ki qabol hone aur mushkilo se nikalne ka zarya hai.
Sadqa bala aur museebat ko dur karta hai aur duniya main 70 darwaze buraai ke bnd karta hai.
Sadqa umer mein maal mein rizq main izafa ka sabab banta hai.
EmoticonEmoticon