Thursday, October 20, 2016

Tareekh e Islam In Urdu

History Of Islam In Urdu


tareekh e islam,history of islam in urdu,islam ki tareeq in urdu,islami tareekh ka ajeeb waqia story of islam in 2017,urdu,tareekh e islam ka sab say bara janaza,tareekh e islam ka sab se bara janaza,story of fateh makkah tareekh e islam,islamic story in urdu,islamic videos in urdu,islamic taqreer in urdu,islamic documentary in urdu,history of islam,islam,islamic videos,islamic history,islamic stories,islamic,history of islam in english,history of islam in africa,history of islam in india

Tareekh e Islam ka Siyaah Tareen Din


8 Shawwal 1345 ba mutabiq 1926 tarikh islam ka siyah tareen din hai, Jab sar zameene hejaz ki ghazib hukmaran abdul aziz bin saud ne jannatul baqi ( Madina Munawara ) aur jannatul mualla ( Makkah Muazzama ) main Ajdad e Rasool Aulad e Rasool khanwada e Rasool ummahat ul Momineen Sahaba kiram aur Buzurgan e din ki Mazarat ko Madham kar diya jannatul baqi jannatul mualla sirf kabristan nahi balki mohsin e islam ki azeem yaad garo ka majmua the, Saudi hukumat ki bani ibn saud ki is islam soz harkat jis par musalmanan e alam aaj tak khon ki anso ro rahe hain, Aur har saal 8 shawal ko youm e Inhidaam jannatul baqi mana kar is almanak saniha ke khilaf ehtijaj kiya jata hai, ye ise ehtijaj ka natija hai ki jiski wajah se roza e rasool in wahabiyo se Mehfooz chala aa raha hai warna aise bhi saudi hukumat mandham kara ki zameen boos kar dete, Sarzameen e arab ko sarzameen islam ki bijae apne zati milkiyat samajhne wale saudi hukmaran mohsin e islam ki Nishaniyo ko veeran kar ke apne mehalat me sone chandi taz'iin araish keye hue hain, Hum hairan hai ki islami hukumat e is wahabi hukumat se q khof zada hai ehtijaj kyu nahi karte, Darasal es rooh farsa waqia main ek ghinoni sazish hai es bahane se na sirf islaf ki hurmat par daka dala gaya hai balky en madfoon azeem ul martabat shaksiyato se nata torne aur moun morni ki amalan mansooba bandi ki gai hai,


EmoticonEmoticon