Beauty Tips in Urdu
Homemade beauty tips
Rang gora karne ke liye aksar mard aur khawateen kya kuch nahi karte likin faida kam he hota hai.Agar aap ye nuskha istemal karen to aap ko bhut faida ho ga.
Sanwali rangat wale yeh totka istemal karen to dino mein in ki rangat main nikhar aaie ga woh bhi bager kese side effects ke.
Aik add chukandar aur aik add seeb lain in dono ke chilke utaar kar tukro main kaat lain aur glendar mein daal ke jous nikal lain.
Ye jous din mein do baar peelain 3 mah ke musalsal istemal se chehre balke ki jism ki rangat main bhi nikhar ae ga aur jild naram aur mulayam hojaegi.
EmoticonEmoticon