Goblin in real life
Bono ki dunya kahani ya afsana nahi balkey haqiqat,
Bono ki kahaniyan ager kisi ne nahi parhi to bono se mutaalliq koi waqia kisi se zaror suna hoga,
Bono ki mojodgi ki afwahain Pakistan main bhi 1996-97 zor-o-shor pr rahi hain,
Islamabad rawalpindi ko milany waly road I.G.P road ky qareeb bono ky nikal ny ki afwah ny sary mulk main halchal macha di thi,
Taham ab indonesia main bhi aisa hi aik waqiah paish aya jo afwah nahi balky haqeqat hai,
Islamabad rawalpindi ko milany waly road I.G.P road ky qareeb bono ky nikal ny ki afwah ny sary mulk main halchal macha di thi,
Taham ab indonesia main bhi aisa hi aik waqiah paish aya jo afwah nahi balky haqeqat hai,
Hua kuch youn k Indonesia k janglat main motor cycle doraty huay bike walo ki aik team ka samna bono sy ho gaya,
Motor cycle sawaaro ka kehna hai k achanak bonay ny namodar ho kar en ke samne dor laga di jis ka enho ny peecha bhi kia magar es ki raftar motor cycle se bhi tez thi aur palak jahpak ny main woh gayab ho gaya,
Aisa pehli bar nahi hua is se pehly bhi Indonesia ke janglat main bono ki mojodgi ki reports samny a chuki hain jin main ye inkishaf kia gaya tha k bono ka aik qabeela 5000 saal sy en janglat main abad hai magar talash ke bawajod is ka suragh nahi lagaya ja saka magar ye bonay apni mojodgi ka ehsas mukhtalif auqat main dilaty rehte hain aur Indonesia k janglat ki sair karne wale sayahon ka amnaa samna in sy hota rehta hai.
EmoticonEmoticon